Wednesday, March 6, 2013

Mere marne k baad meri kahani likhna,

kaise barbad hoi meri jawani likhna,

or likhna keh mere hont hansi ko tarse,

kaise barsa meri aankhon say pani likhna,

intazaar to bohut tha tera,

aakhri saanson ki wo hichkiyoun ki rawani likhna,

likhna keh martay waqat bhi deta tha dua tujh ko,

hath baher they kafan say ye nishani likhna...

No comments:

Post a Comment