Koi haar gaya, koi jeet gaya
ye saal bhi aakhir beet gaya
kabhi sapne sajaye aankhon mein
kabhi beet gaye pal baton mein
kuch talkh se lamhat bhi the
kuch hadse aur sadmat bhi the
per ab k baras aye dost mere
main ne RABB se mangi hai ye dua
Koi pal na tera udaas guzre
koi rog na tujhe raas guzre
tu pholon ki tarah khila kare
koi shakhs na tujh se gila kare
Tu khush rahe, abad rahe
tera khawb nagar abad rahe
tu jo chahe wo ho jaye
tu jo mange wo mil jaye
ye saal bhi aakhir beet gaya
kabhi sapne sajaye aankhon mein
kabhi beet gaye pal baton mein
kuch talkh se lamhat bhi the
kuch hadse aur sadmat bhi the
per ab k baras aye dost mere
main ne RABB se mangi hai ye dua
Koi pal na tera udaas guzre
koi rog na tujhe raas guzre
tu pholon ki tarah khila kare
koi shakhs na tujh se gila kare
Tu khush rahe, abad rahe
tera khawb nagar abad rahe
tu jo chahe wo ho jaye
tu jo mange wo mil jaye
No comments:
Post a Comment