Sunday, April 7, 2013

Umer bhar hoti raheen yahi khataen ham se

Sadgi, Mehr-o-Wafa, Mohabbat aur khalos

Umer bhar hoti raheen yahi khataen ham se

Sara Shehr meri dewangi se waqif raha

Sara Shehr meri dewangi se waqif raha

Magar aik shakhs ki ankhon se be-aitbari na gai

Khabar nahi mujhay apnay kal ki

Khabar nahi mujhay apnay kal ki yahi pal shayad mera akhari ho...


So raha hun k ye mere bas mn ni hy, jo jag na paon to ye salam akhari hy...

Aadatain mukhtalif hain meri

Aadatain mukhtalif hain meri duniya waloon say...!!!

Ta'alluq thora hi sahi par la-jawab rakhta hoon...!!!

Meray seenay say zara kaan laga kar sun lo

Meray seenay say zara kaan laga kar sun lo...!

Dil dharrakta hay ya zangeer zani hoti hay...?

Wo jawab talab hay mujh say

Wo jawab talab hay mujh say...!

main usay bhool to na jaon ga?

"jawab" kia main doon us ko?

"sawal" hi paida nahi hota...!

koi puchta hai mujh se

koi puchta hai mujh se, meri zindagi ki qeemat
muje yaad aa jaata hai, tera halka sa muskurana