Kia hi urtay hain teray hijr ke shararay mujh mein
Taiz hawaoo’n mein jhoolay shakh-e-shajar jaisay
Baat uthay jo meray fusoo’n ki namakdani ki
Aankh roti hai phir samandaro’n ke pani ki
Aah ke jaan mere ab bhi simat jati hai
Garm baho’n mein koi roh pighal jati hai
Aah jana’n ke ab jism ka rua’n rua’n
Tery nargasi lams ko tarasta hai
Narm baho’n ki hiddat ko maira badan
Sard raton mein phir misl-e-sahama jalta hai
Toot jatay hain bazoo us hawalay se
Halq-e-ja’n mein aaya wo taira paikr-e-gull
Ja’n se roh talak aa gie taseer-e-damak
Us hiddat ko mairee rag-o-pe machalti hai
Rok le khama ke sagar baat badhti hai
Sard mausum ki ab jub rut badalti hai
Tairee qurbat ko mere jaan youn machalti hai
Jaisay parawanay ko shama se koi door ker day
Jaisay machlee ko pani se koi juda ker day

No comments:
Post a Comment