December ki sard hawao
Us se milo to kehna
K aaj bhi
Us ki yaad
Kisi k dil mein Mustaqil
Khaima zan hay
Koi aaj bhi usay
Uthtay, bethtay, sotay,
Jagtay, hanstay,rotay
Yaad karta hay
December ki sard hawao
Us se milo to kehna
K aaj bhi
Kisi ki palkain
Sir e sham hi
Us k intezar mein
Bheeg jati hain
Aaj bhi koi
Us kay liye
Udas rehta hay
December ki sard hawao
Us se milo toa kehna
K aaj bhi
Kisi k din raat
Us kay bin
Sogawar guzertay hain
Aaj bhi
Kisi ki aankhain
Us kay liye
Num rehti hain
December ki sard hawao
Us se milo to kehna
K aaj bhi
Us ki yaad
Kisi k dil mein Mustaqil
Khaima zan hay
Koi aaj bhi usay
Uthtay, bethtay, sotay,
Jagtay, hanstay,rotay
Yaad karta hay
December ki sard hawao
Us se milo to kehna
K aaj bhi
Kisi ki palkain
Sir e sham hi
Us k intezar mein
Bheeg jati hain
Aaj bhi koi
Us kay liye
Udas rehta hay
December ki sard hawao
Us se milo toa kehna
K aaj bhi
Kisi k din raat
Us kay bin
Sogawar guzertay hain
Aaj bhi
Kisi ki aankhain
Us kay liye
Num rehti hain
December ki sard hawao
No comments:
Post a Comment