Meri zindagi to firaq hai
Wo azal se dil mein makeen sahi
Wo nigah-e-shoq se door hain
Rag-e-jaan se laakh qareeb sahi
Sar-e-toor ho, sar-e-hashar ho hamen intezar qabol hai
Wo kabhi milen, wo kahin milen wo kabhi sahi wo kaheen sahi
Mera un pe jo bas nahi, to na sahi
K ye ashiqi ha hawas nahi
Main unhi ka tha main unhi ka hon
Wo mere nahi to na sahi
Jo ho fesla wo sunaiye
Isse hashar pe na uthaiye
Jo kareen ge ap sitam wahan
Wo abi sahi wo yahin sahi
Usse dekhne ki jo lo lagi
To dekh hi len ge Qateel ham
Wo hazar ankh se door ho
Wo hazar parda nasheen sahi
Wo azal se dil mein makeen sahi
Wo nigah-e-shoq se door hain
Rag-e-jaan se laakh qareeb sahi
Sar-e-toor ho, sar-e-hashar ho hamen intezar qabol hai
Wo kabhi milen, wo kahin milen wo kabhi sahi wo kaheen sahi
Mera un pe jo bas nahi, to na sahi
K ye ashiqi ha hawas nahi
Main unhi ka tha main unhi ka hon
Wo mere nahi to na sahi
Jo ho fesla wo sunaiye
Isse hashar pe na uthaiye
Jo kareen ge ap sitam wahan
Wo abi sahi wo yahin sahi
Usse dekhne ki jo lo lagi
To dekh hi len ge Qateel ham
Wo hazar ankh se door ho
Wo hazar parda nasheen sahi
No comments:
Post a Comment